Best AI Photo Editing Tool – LuminaBrush HuggingFace.co

Best AI Photo Editing Tool – LuminaBrush HuggingFace.co

Doston aaj ki is post mein Ham aapko batane Wale Hain, aap lumina brush AI Tool se photo editing kaise kar sakte hain bus do line draw karke, do line draw karne ke bad aapka photo automatically edit ho jaega background change ho jaega lightning effect add ho jaega, agar aap Janna chahte hain kaise to is artical ko shuru Se lekar aakhiri Tak padhen

Doston sabse pahle aapko niche diye Gaye link per click karna hai aur aapko hugging face ke lumina brush tool per chale jana hai vahan per aapko apna gallery se photo select karna hai aur jis color ka lighting effect aap apne photo mein add karna chahte hain use type ka do line draw kar dijiye uske bad agar aap background mein kuchh change karna chahte hain to aap discription mein prompt bhi likh sakte hain adar wise aap turant wale option ko Khali bhi chhodkar rang ke button mein click kar dijiye uske 1 minut bad aapka photo automatically edit Ho ki aapke home screen per a jaega FIR aap usko download kar sakte hain

Dosto ye website mobile mein achhe se kam nahi karta hai, so please laptop pc mein open kijiye

Aap jis type ka line draw karenge usi tarike ka lighting effect aapke photo mein add hoga agar aap kuchh specially effect chahte Hain To aap prompt mein jakar likh sakte hain prant ke niche mein aapko bahut sare by default from diye gaye hain aap ismein se Kisi pre temples ko bhi use kar sakte hain,

Doston ummid karte hain aap samajh Gaye honge aap kis tarike se lumina brush tool se aap apna photo ek minut ke andar mein edit kar sakte hain agar aapko yah jankari achcha laga hai to aap is post ko Apne doston ke sath bhi share kijiye dhanyvad

Leave a Comment

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *