Doston aaj ke is artical mein Ham aapko bataen Hain aap apne normal photo ko Ghibli style mein kaise convert kar sakte hain, jaise ki aap jante honge pichhle दो-तीन Dinon mein pura Instagram Facebook Ghibli Studio Art Style photo se bhara hua Hai, Agar aap bhi is type ka photo generate karna chahte hain bilkul free mein to aap is artical ko shuru Se lekar ant Tak padhe
How to Generate Ghibli Style photo
Doston main aapki jankari ke liye Bata dun Ghibli Style photo generate karne ke liye to bahut sare website Hain bahut sare AI application Hain, but jo sabse achcha kam karta hai uska naam hai ChatGPT jo ki open AI company dwara viksit Kiya gaya hai To chaliye Ham aapko batate Hain chat GPT ke jarie hi aap apne normal photo ko Ghibli Style photo Main kaise convert kar sakte hain
How to Generate Ghibli Style photo using ChatGPT
Doston niche mein Maine link aapko De diye Hain aap use link per click karke chatgpt ke website per Ja sakte hain aur vahan per aap apne Google account ke sath login kar lijiyega login karne ke bad aapko ek Plus ka button dikhega to Plus ke button mein click karke upload photo mein click kijiye aur gallery Se apna photo select Kar lijiye jis photo ko aap Ghibli Style photo main convert karna chahte hain uske bad ek option aaega ask anything to usmein aapko type karna hai “Convert into Ghibli Style photo” aur aapko send ke button mein click kar dena hai, uske दो-तीन minut bad photo generate ho kya aapke home screen per a jaega
Generate Unlimited Ghibli Photo From ChatGPT
Doston main aapki jankari ke liye Bata dun aap chat GPT se only 3 Ghibli Style photo generate kar sakte hain, teen photo generate karne ke bad aapko $20 ka subscription Lene ka option aaega to please photo banane ke liye $20 ka subscription mat lijiye, aap ek kam kar sakte hain aapke mobile mein teen photo banane ka limit khatm ho gaya hai to aap apni mummy papa Bhai bahan ka mobile use kar sakte hain aur uske mobile se bhi aap teen photo generate kar sakte hain, agar aapko isase bhi jyada photo generate karna hai to aap apne hi mobile mein bhi pian use karke naya email id Banakar ChatGPT mein fir se login karke, fir se teen photo banaa sakte hain aise karke bahut sare photo aap generate kar sakte hain
Conclusion
Doston ummid karte hain aap samajh Gaye honge aap free mein ChatGPT ko use karke Ghibli Style photo generate kar sakte hain, vah bhi unlimited agar aapko jankari achcha Laga Hai To is post ko Apne doston ke sath share kijiye aur hamen Instagram per bhi follow kijiye dhanyvad