Dosto aaj ki is article mein hum aap ko batane wale hai, aap apne voter id card mein correcation kaise kar sakte hai, agar aap ke voter id card mein aap ka name ya aap ke father ya husband ka name galat hai, ya mobile number, dob, address change karna chahte hai toh is post ko pura padhiye, thank you
Dotso agar aap ke voter id card me kuch galat ho gya hai aur aap use thik karna chahte hai toh sabse pehle aap ko kuch document lagega jaise, aap ka old voter id card, aadhar card, mobile number, aur ek passport size photo uske baad aap aasani se voter id card mein kisi bhi tarike ka sudhar kar payaenge bahut hi aasani se, toh chaliye hum aap ko battate hai aap kaise Correction card sakte hai apne voter id card mein
Voter Id Card Mein Correction/Sudhar Kaise Kare Step by Steps
Dosto chaliye ab hum jante hai voter id card mein correction ke liye kis tarike se apply karna hai
- Dosto sabse pehle aap ko is wale website par jana hai – voters.eci.gov.in
- uske baad mobile number dal ke account bana lena hai uske baad portal par login karna hai
- uske baad aap ko form 8 mein click karna hai
- uske baad aap “Other Elector” Mein click kijiye
- Aur aap apna EPIC No Daliye, Epic No Aap ke Voter id card par likha hoga
- Uske baad aap ko next next karte jana hai
- 3 option jane par aap ko apna aadhar no and mobile no dal ke next karna hai
- 4th option par list aap ke pass open ho jayega aap kis type ka sudhar karna chahte hai apne voter id card mein us par aap click kar dijie
- uske baad aap ko aap new details enter kar dijiye aur next kijiye
- then aap apna capcha code dal ke form ko submit kar dijiye
- then aap ke pass ek receipts aajayega aap usko download kar ke rakh lijiye
- then aap ko ek refernce no bhi milega usko bhi kahi note kar ke rakh lijiye
- aap us refernce number se apna application status check kar sakte hai
Aap ka voter id card me correction huaa hai ki nahi, correction complete ho jane ke baad aap apna new voter id card download kar sakte hai, isi website se, agar aap ko nhi pata hai voter id card kaise download kare toh aap niche diye gye link par click kar ke sikh sakte hain